Hijar ka taara doob chala hai dhalny lagi hy raat Faraz.
Qatra Qatra baras rahi hai ashkoon ki barsat Faraz.
Tere baad ye dunya waly mujh ko pagal kar dein ge.
khushbu k dais main mujh ko le chal apny sath Faraz.
Aaj tu us ka chehra b kuch badla badla lagta hy.
Musam badla dunya badli, badal gaye halat Faraz.
Chhor WASI ab us ki yadein tujh ko pagl kar dain gi.
Tu qatra hy wo darya hy dekh apni auqaat Faraz.

No comments:
Post a Comment