Saturday, July 3, 2010

baghair dekhay usay

Ek pal baghair dekhay usay kya guzar gaya,
aisa laga k ek zamana guzar gaya,
.
uss k liye buland rahay hath umer bhar,
.
K apnay liye duaon ka lamha guzar gaya.

No comments:

Post a Comment