Tuesday, June 29, 2010

To ye to bata kya Naam tera

Ye yad nhi kiya
Kuch khoya,
.
Bas yad raha
Mujhe pyar huwa,
.
Jab pyar huwa
Sab bhool gaye,
.
Ek yad raha
Bas naam tera,
.
Ham masjid
mandir bhool gaye,
.
Mujhe yad raha
Bas sath tera,
.
Kuch salon baad
Woh ham se mile
.
Mai pooch betha
Kiya haal tera
.
Wo hans k bola
Ay ^PAGAL
.
To ye to bata kya
Naam tera…

No comments:

Post a Comment